Trcaklist
1. Is Pal Ki Soch
2. Jab Tak Hai Dum
3. More Haaji Piya
Song : Is Pal Ki Soch
Music : Sukhwinder Singh
Lyrics : Sameer
Singers : Harsh Deer
na gujre huye pal ki baat kar – 2, na aanewaale kal ki soch
bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch – 3)jo paana hia woh paana hai, jo khona hai woh khona hai – 2
jo hona hai woh hona hai, phir kis baat ka rona hai
na gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch
bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch – 3)jo aana hai woh aayega, jo jaana hai woh jaayega – 2
lamha jhonka hawa ka hai, koi ise rok na paayega
na gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch
bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch – 3)
Song : Jab Tak Hai Dum
Music : Sukhwinder Singh
Lyrics : Sameer
Singers : Sukhwinder Singh
(ang ang jakhmi hai tera, lamha lamha faryaadi hai
khol jubaan abb khol abb bolane ki tujhko aazaadi hai
jo himaat na haare, woh jindagi sawaare
chal dikhaade saari duniya ko tere saanson mein bhi hai aandhi
jab tak hai dum me dum dum dum me dum, aage badhaalo apane kadam-2)-2ik jurm hai pyaare julmon ko sehna bhi – 2
aawaav uthaao laajim hai ladhana bhi
bujdil insaan ko jinda nahi kehte – 2
paththar banaata hai ghaamosh rehna bhi
jo himaat na haare, woh jindagi sawaare
chal dikhaade saari duniya ko tere saanson mein bhi hai aandhi
jab tak hai dum me dum, dum dum mein dum, aage badhaalo apane kadam-2ho gayi hai pir parwat se pighanani chaahiye
is himaalay se koi ganga nikalani chaahiye
jab tak hai dum me dum, dum dum mein dum, aage badhaalo apane kadam-2
sirf hungaama khada karna mera maqsad nahi
meri koshish hai ke yeh surat badalani chaahiye
jab tak hai dum me dum, dum dum mein dum, aage badhaalo apane kadam-2
mere sine mein nahi toh tere sine mein sahi
ho kahin bhi aag lekin aag jalani chaahiyejo himaat na haare, woh jindagi sawaare
chal dikhaade saari duniya ko tere saanson mein bhi hai aandhi
jab tak hai dum me dum, dum dum mein dum, aage badhaalo apane kadam.
Song : More Haaji Piya
Music : Sukhwinder Singh
Lyrics : Sameer
Singers : Amjad Farid Sabri
alaah ne jisko nawaaja woh tum ho
haaji woh ali ho marde khuda tum ho
haa…n tum dost ho khuda ke, hamaara salaam lo
alaah ke bando ke dil ka payaam lomore haaji piya – 4
haaji ali piya ai waliye khuda
more haaji piya (ai waliye khuda – 2)
hum pe bhi jara ho karam ki nigaah – 2
(more haaji piya (ai waliye khuda – 2)) – 2
dar se tumhaare hum jaaye kahaan – 2
paakar rahenge sab muraade yahaan
(more haaji piya (ai waliye khuda – 2)) – 2gum ke samandar ne ghera kiya – 2
humko bada besahaara kiya – 2
tufaan mein dhunda jo apana koi – 2
?bad ne tere ishaara kiya – 2
dil jhoom utha aan…….
dil jhoom utha jaise paaya khuda – 2
abb jitna hame chaahe aajmaale jahaan
more haaji piya ai waliye khuda – 2julmon ko sehna bhi hai ik gunaah – 2
himmat do ladne ki unase ai maula – 2
kar do hamaare liye bhi yeh duwa- 2
chalte rahe hum sach pe sada – 2
daulat se shauhrat se hoke juda, paayi thi tumne bhi raahe khuda
sun jaane khuda, abb hai yeh iltaza
tere aashiq hai hum, tu bhi ishq nibha
dil jhoom utha aan…….
dil jhoom utha aan… jaise paaya khuda – 2
abb jitna hame chaahe aajmaale jahaan
more haaji piya ai waliye khuda – 2
hum pe bhi jara ho karam ki nigaah – 2
more haaji piya ai waliye khuda…..


