xdrwoodstockvilla00fronaw0.jpg

Tracklist
1. Dhoka Dega Dhokha Khayega
2. Ek Dhoka Lijiye Duja Muft Payiye
3. Koi Chalaa Ja Raha Hai
4. Kyun Kyun Who Raaton Se Neendhe Churathi Hai Kyun
5. Raakh Ho Ja Tu
6. Sawaan Mein Lag Gayi Aag
7. Yeh Pyar Hai

Song : Dhoka Dega Dhokha Khayega
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : Manoj Mutashir
Singers : Shibani Kashyap

Kaali Raatein, Tanhan Akeli,
Chupthi Suyiyan, Ek Paheli,
Raakh Ke Bisthar Pe Soyega, Jal Jayega,
Phas Gaya Tho Phir Phas Tha Hi Chala Jayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega,
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega,
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

Bhool Bhulaiyya, Jurm Ki Galiyan,
Lahu Mein Lipti, Sab Ki Jaan Yahan,
Tu Job Hi Kartha Hai, Tere Aage Aayega,
Tu Jeene Aaya Tha Par Mar Jaayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega,
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega,
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

Aankho Se Woh Hjal Hai,
Bada Shathir Yeh Pal Hai
Dhool Yeh Aankhon Mein Chup Ke Se Aake, Udayega
Sochle Kab Leke Bach Ke Kahan Tak Jayega,
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

Song : Ek Dhoka Lijiye Duja Muft Payiye
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : Virag Mishra
Singers : Aanchal Datta Bhatia

Aayiye, Baitiye, Farmayiye, Aayiye, Baitiye, Farmayiye
Ek Dhoka Lijiye, Duja Muft Payiye
Aayiye, Baitiye, Farmayiye, Aayiye, Baitiye, Farmayiye
Ek Dhoka Lijiye, Duja Muft Payiye

Khwayishein Mushiklein Koshiyein, Hasrathe Jal Chuki Bholo Kya Kare,
Manzilein, Khafilein, Silsilein, Tag Chuke Raasthe Bholo Kya Kare

Aayiye, Baitiye, Farmayiye, Aayiye, Baitiye, Farmayiye
Ek Dhoka Lijiye, Duja Muft Payiye

Saawari Chaadhare Silvate, Aur Ka So Diye Bholo Kya Kare
Bhal Bhale Hassle, Salsale, Hat Ke Rondhe Chale Bholo Kya Kare

Aayiye, Baitiye, Farmayiye, Aayiye, Baitiye, Farmayiye
Ek Dhoka Lijiye, Duja Muft Payiye

Song : Koi Chalaa Ja Raha Hai
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : Virag Mishra
Singers : Rahat Fateh Ali Khan

Raat Bhar Deedaye Numnaankh Mein Lehra The Rahe;
Raat Bhar Deedaye Numnaankh Mein Lehra The Rahe
Saas Ki Thalhe Se Aaf Aathe Rahe Jaathe Rahe

Dard Aaj Se Guzar Tha Ja Rahan Hai
Dard Aaj Se Guzar Tha Ja Rahan Hai
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain,
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain

Lamhan Muqti Se Pislatha Jaa Rahan Hai,
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain,
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain

Yeh Tamannao Ko, Phir Tamannao Ko, Phir Tamannao Ko Kuchala Ja Rahan Hai
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain,
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain

Dekho Phool Chalaa Ek Daali Se, Koi Dard Na Puche Maali Se,
Har Patha Patha Bikhar Gayaa, Ek Tu Jo Gaya, Sab Kuch Gaya,
Mudh Ke Piche Na Dekha Ja Rahan Hai
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain,
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain

Jab Lahu Ne Chahath Ramjaye, Har Aahat Bhole Tum Aaye
Tum Aks Ho Paani Mein Gahara Kankar Mara Sab Bikhar Gaya
Ek Nasha Sa Uthar Tha Ja Rahan Hai
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain,
Koi Chalaa Ja Rahan Hain, Koi Chalaa Ja Rahan Hain

Song : Kyun Kyun Who Raaton Se Neendhe Churathi Hai Kyun
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : The Aryans
Singers : The Aryans

Kyun Kyun, Who Raaton Se Neendhe Churathi Hai Kyun, Kyun Kyun Kyun
Meri Tanhai Par Theer Chalaathi Hai Kyun, Kyun, Kyun
Kyun Kyun, Who Raaton Se Neendhe Churathi Hai Kyun, Kyun Kyun Kyun
Meri Tanhai Par Theer Chalaathi Hai Kyun, Kyun, Kyun
Kab Thak Chupau Mein Dil Ki Ye Baat, Oooooo, Kab Thak Chupau Mein Dil Ki Ye Baat
Who Aankho Se Kaajal Churathi Hai Kyun

Ooooo… Ooooo. Ooooo …O; Ooooo… Ooooo. Ooooo …O

Kyun, Kyun…

Jaltha Mein Hoon Tanha Wohoo, Yeh Kyun Hota Yeh Pyar Ooo
Jaltha Mein Hoon Tanha Wohoo, Yeh Kyun Hota Yeh Pyar Ooo
Usko Hum Bhi Hai Lasmi, Dard Apna Kaise Sahtha Hoon

Ooooo… Ooooo. Ooooo …O; Ooooo… Ooooo. Ooooo …O

Sardh Aandhi Si Hai Virangi, Har Pal Mujko Doonde Hai Kyun
Sardh Aandhi Si Hai Virangi, Har Pal Mujko Doonde Hai Kyun
Yu Tho Sab Kuch Hai Mere Paas, Phir Bhi Yeh Dil Hai Udaas Kyun

Ooooo… Ooooo. Ooooo …O; Ooooo… Ooooo. Ooooo …O

Who Raaton Se Neendhe Churathi Hai Kyun,
Meri Tanhai Par Theer Chalaathi Hai Kyun
Kab Thak Chupau Mein Dil Ki Ye Baat, Oooooo, Kab Thak Chupau Mein Dil Ki Ye Baat
Who Aankho Se Kaajal Churathi Hai Kyun

Ooooo… Ooooo. Ooooo …O; Ooooo… Ooooo. Ooooo …O

Song : Raakh Ho Ja Tu
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : Manoj Mutashir
Singers : Shibani Kashyap

Aankho Mein Hai Dua Kyun, Aarzoo Hai Bekaabu,
Mauka Hai Yahin Chal Ja, Raakh Ho Ja Thu
Aankho Mein Hai Dua Kyun, Aarzoo Hai Bekaabu,
Mauka Hai Yahin Chal Ja, Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu, Raakh Ho Ja Thu

Angaron Mein Nasha Hai, Sulagne Mein Mazaa Hai
Mauka Hai Yahin Chal Ja, Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu, Raakh Ho Ja Thu

Kya Diwaane Soch Tha Hai, Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu

Nason Mein Lahu Kyun Jam Gayaa Hai, Bharf Si Hai Seene Mein Kyun,
Aa Paas Aa, Shole Bhi Hai, Aag Bhi Hai, Raakh Ho Ja Thu
Kahan Phir Aayenge, Fanaa Hone Ke Mausam,
Bholthi Hai Khamoshi, Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu
Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu

Aankho Mein Hai Dua Kyun, Aarzoo Hai Bekaabu,
Mauka Hai Yahin Chal Ja, Raakh Ho Ja Thu
Aankho Mein Hai Dua Kyun, Aarzoo Hai Bekaabu,
Mauka Hai Yahin Chal Ja, Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu, Raakh Ho Ja Thu

Angaron Mein Nasha Hai, Sulagne Mein Mazaa Hai
Mauka Hai Yahin Chal Ja, Raakh Ho Ja Thu, Khaak Ho Ja Thu, Raakh Ho Ja Thu

Song : Sawaan Mein Lag Gayi Aag
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : Virag Mishra
Singers : Mika

Mawali Kaisi Mathwali, Aag Lagi Barsa Jal Paani, Sambhal Sambhal Chal Diwaani Haai
Bhoodh Jabhi Zulphon Se Pisle, Mile Sabhi Ab Agle Pichle, Who Bhi Jab Hoton Se Chakke Haai….

Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai
Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai
Tu Meri Jeena Paagal Diwaani,, Aaj Na Soya Sari Raat, Dil Mera Haai
Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Jawan Dil Dariya Toofani, Chaal Mast, Aankhein Mastani, Agar Lage Hoke Sichwani Haai
Jawan Dil Lamha Har Tehra, Unka Jab Nazoro Ka Pehra Bandh Diya Ab Sagar Gehra Haai

Feel The Beat, Feel The Beat, Feel The Beat…

Zewar Nahin Hai Koi Tewar Nahi Hai, Sadha Sadha Sa Hai Yowan Tera
Oh Diwaani Dekho Sab Kuch Kahe Hai, Son Eke Jaisa Laage Mann Yeh Tera
Tune Hatheli Pe Jo Bhoodhe Sajaayi, Sawan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai,Tu Meri Jeena Paagal Diwaani,
Aaj Na Soya Sari Raat, Dil Mera Haai, Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Raina Waina Mera Chaina Whaina Sab Lut Gayi Legayi Raina Chaina Dil Raina Rahi Bechain Hai Ab Tho Yeh Haai
Neendh Weend Meri Neendh Weendh, Diwaane Gayi Sab Cheen Ween, Raato Ko Soya Na Mein Jaaga Haai

Tune Bhigoya Hai Yeh Than Kyu Mera Ab, Aake Thoda Sa Mera Mann Bhi Bhiga
Yeh Zindagi Hai Meri Kagaz Sahi Par, Gaddi Banake Aaja Usko Nibha
Aaya Phir Se Yeh Kya Barson Mein Ab Tak, Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai
Tu Meri Jeena Paagal Diwaani, Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai
Aaj Na Soya Sari Raat, Dil Mera Haai, Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Mawali Kaisi Mathwali, Aag Lagi Barsa Jal Paani, Sambhal Sambhal Chal Diwaani Haai
Bhoodh Jabhi Zulphon Se Pisle, Mile Sabhi Ab Agle Pichle, Who Bhi Jab Hoton Se Chakke Haai….

Sawaan Mein Lag Gayi Aag

Song : Yeh Pyar Hai
Music : Anu Malik, Shibani Kashyap
Lyrics : Virag Mishra
Singers : Shaan, Aanchal Datta Bhatia

Chandh Aadha Sadha Sadha, Koyi Ghum Tho Nahin,
Tera Vaadha, Koi Iraadha, Ghum Se Kam Tho Nahin
Haan Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai

Hey Hey Hey..Hey Hey Hey

Chandh Aadha Sadha Sadha, Koyi Ghum Tho Nahin,
Tera Vaadha, Koi Iraadha, Ghum Se Kam Tho Nahin
Haan Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai
Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai

Chandh Bhul Ke Rastha, Teri Galiyon Mein Ayaa
Aur Kar Ke Bahana, Chath Pe Woh Muskuraya
Chandhini Mein Sab Nahaye, Bheege Hum Kyun Nahin
Tera Vaadha, Koi Iraadha, Ghum Se Kam Tho Nahin
Haan Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai
Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai

Hosake Tho Khuda Se, Do Char Din Aur Lele,
Tum Na Hoge Tanha, Hum Na Honge Akele
Saath Jeele, Zindagi Mein, Waqt Kam Tho Nahin
Tera Vaadha, Koi Iraadha, Ghum Se Kam Tho Nahin
Haan Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai
Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai

Chandh Aadha Sadha Sadha, Koyi Ghum Tho Nahin,
Haan Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyar Hai